Atak Gaya - Accoustic — lyrics from Badhaai Do

I FEEL LIKE THE COOL PART ABOUT MUSIC IS THAT YOU CAN TELL THE TRUTH.

,
,
,
,

Badhaai Do

MUSIC BYAmit TrivediYEAR2022

No lyrics available

Jab chalte-chalte raah mude
Jab jugnu mutthi khol ude
Jab nain yeh tode rule sabhi
Aur khul ke kar le bhool sabhi
Bhool sabhi, bhool sabhi

To atak gaya hai, yeh mann atak gaya hai
Kuch chatak gaya hai, yeh mann atak gaya hai
To atak gaya hai, yeh mann atak gaya hai
Kuch chatak gaya hai, yeh mann atak gaya hai
Haaye

Kabhi jheel hai tu aur kabhi yaadon ki naav hai
Tu hi dil ka kinaara mera
Kabhi dhoop hai tu aur kabhi taaron ki chhaav hai
Saara hi hai sahaara mera

Jab baaki duniya dhundhli lage
Jab raat bhi ujli-ujli lage
Jab dil ko dua maloom pade
Aur dhadkan jhat se boom kare
Boom kare, boom kare