Kaala Rey — lyrics from Gangs of Wasseypur 2

I FEEL LIKE THE COOL PART ABOUT MUSIC IS THAT YOU CAN TELL THE TRUTH.

,
,
,
,

Gangs of Wasseypur 2

MUSIC BYSneha KhanwalkarYEAR2012

No lyrics available

No lyrics available

No lyrics available

No lyrics available

Kaala re saiyaan kaala re
Tan kaala re mann kaala re
Kaali jabaan ki kaali gaari
Kaale din ki kaali shaamein
Saiyaan karte ji coal bazaari

Kaala re saiyaan kaala re
Tan kaala re mann kaala re
Kaali jabaan ki kaali gaari
Kaale din ki kaali shaamein
Saiyaan karte ji coal bazaari

Bairi coal coal coal
Chhene tol tol tol
Bairi coal coal
Chhene tol tol tol
Chhat aangan chaar diwari

Saiyaan karte ji, saiyaan karte ji
Saiyaan karte ji, saiyaan karte ji
Saiyaan karte ji coal bazaari
Saiyaan karte ji coal bazaari

Kaali mitti kutta kaala
Kaala bilkul surme wala
Kaala kauwa hauwa kaala

Kaali mitti kutta kaala
Kaala bilkul surme wala
Kaala kauwa hauwa kaala

Kaala baadal girne wala
Kaala moti girne wala
Kaala jhanda danda kala
Kaala batwa paisa kaala
Kaali aankhon jaisa kaala
Kaali agni dhua kaala

Kaali garmi suraj kaala
Kaala beegha aur gaj kaala
Kaali hathi hathi kaala kaala
Kaala kaala kaala

Bairi coal coal coal
Chhene tol tol tol
Bairi coal coal
Chhene hole se tol
Rang paani aur pichkaari

Saiyaan karte ji, piya karte ji
Saiyaan karte, piya karte ji

Kaala re saiyaan kaala re
Tan kaala re mann kaala re
Kaali jabaan ki kaali gaari
Kaale din ki kaali shaamein
Saiyaan karte ji coal bazaari

No lyrics available

No lyrics available